Thursday, 28 May 2015

Zaat-e Dil na Andaz-e Lehja Mera,
Fqat hai Tashkhees-e Andaz Tera,

Asrar-e Ishq By M.S HuSsain MaHi


kis ny keh deya Muhabat karny wali Cheez hai,
Ye to Fqat Mezaj-e Fikar or Ahsas-e dard ka nam hai, 

Asrar-e Ishq by M.S HuSsain MaHi

Ishq Meri Zaat Dard Gaza hai,
khyal-e Jism Mazal La Makan hai, 

Asarar-e Ishq by M.S Hussain MaHi 

Wednesday, 27 May 2015

Tum se Muhabat the hi nahi to Asrar kesa,
 Jab ke Iqrar kiya hi nahi To Inkar Kesa,


Apni apni Inayat hai meri Inayat Ek Amanat Hai,
 Farq Bas Itna hai Teri Amanat mujh par Inayat hai,


Tuesday, 26 May 2015


Tum Atny Qareeb Aajao k Gayr ki Gunjaysh Na Rahy, 
Madhosh Atny Ho jao k Gunah ki Hajat na Rahy,
Sajda is Taran kar  jao k Khuda main Khud na rahy,

Book Asrar-e Ishq By M.S.HuSsain MaHi

Kehty To Kehny waly hain k Tum Khudgarz Ho, 
Garz-e Fitrat hi kiya Jo Teri Khudgarzi na Ho,

Book Asrar-e Ishq By M.S.HuSsain MaHi